/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $1 USD  or more

     

  • Full Digital Discography

    Get all 7 naqaab47 releases available on Bandcamp and save 35%.

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality downloads of Parvarish, AQI, kala, yaad ft. Tanishque, INSAANIYAT, ANDOLAN, and Paidaish. , and , .

    Purchasable with gift card

      $10.40 USD or more (35% OFF)

     

about

In this collaboration, Delhi based rapper naqaab47 and rising guitarist-producer Raj explore the exciting world of LoFi, a hugely underrated and overlooked style within the larger gamut of Indian rap. Lyrically, the song cheekily touches upon the looming threat of air pollution in Delhi (the world's leader in air pollution) as a metaphor to explore existential turmoil in the modern world. While it is very personal, the subject matter has universal contemporary relevance.

lyrics

Kadwe ho gaye sapne jab se mile hai sacchaai se
Lucy meri wife thi, aur mila hu dalai se
Seedha saadha jab tha kaata sab ne, lagte nai the
Padte laafe saare ulte haath ke ab bhai ke
Khada peeche line mein tha, chal ab mujhe side de
Escobar hai level, khatam hoti ni yeh liney
Ulfat mein jab kudrat se pitaayi bhi thi khaayi, toh
Ladai thi sikhaayi Benny naamak ek kasai ne
Paagal ghoshit kar ke mujhe dete hai dawai yeh
Chaahte sab ki ek hi personality ho, type a
Bhar ke yeh nikaale gaane, saare ek hi type ke
Mehfil meri alag jami yeh na mujhe vibe de
Botal khole bina mai toh rehta fantoosh
Hota sab ke man aur tan mein antardwand kyu
Bandhu, kar le gaur haan mai bada chant dude
Aaja mere sang, apne rang mein rang du
Inke maamuli se punches, mai toh karu kung fu
Pata bhi na laga, one two, dhar du
Sakhti se pesh aata par andar se narm hu
Art of war waali chaud, mai toh padhu Sun Tzu

Soonghe maut, man hi man ghabraaye
Gaande phati kyunki mile na upaaye
Tera bhai aqi se bhi high
Tera bhai aqi se bhi high
Ghute dam mare jaaye mare jaaye
Kare bam, gham dhooye mein udaaye
Tera bhai aqi se bhi high
Tera bhai aqi se bhi high

Khaa kar thokar, seekha hasna jaise joker
Manzil ka tha rasta kathinaayio se ho kar
Paane ka kuch, zariya aksar milta hai kuch khokar
Corona ho ya na ho, pada peeche haath dhokar
Lonely stoner, music deta mujhe boner
Ho gaye itne nashe ki ab maaru trip sober
Mehnat karne walo ke toh padte hai laale, aur
Hila kar kuch kamaa lete hai jaise vicky doner
Rahu informed, par na karu conform
Follow nahi karne inke hollow se yeh norms
Saare hote same jaise school uniform
A to Z hai copy lage rooms in a dorm
BT dene lage inke reeti riwaaz
Spasht hai ki chutiya chuki hai puri yeh samaaj
Itihaas hai woh Hind jis pe hota hume naaz
Rona aata, maano taaze kate abhi pyaaz
Mila daagh-e-dil mein iska chupa ek ilaaj
Anjaam ka tha khatra, badal daala aagaaz
Saaz ko banaaya apna khaas hamraaz
Riyaaz pe na kara kabhi zara sa lihaaz

credits

released May 1, 2021
Written and performed by naqaab47
Produced by Raj
Mixing, mastering and vocal production by Shoals
Artwork by Anukriti Saha

license

all rights reserved

tags

about

naqaab47 New Delhi, India

naqaab47 is a Delhi based hip-hop artist who has 3 alter egos - azaad vijay, haraami swami & pahgull d33waana. He revels in finding the common ground between seemingly paradoxical ideas. His lyrics are as frivolous as they are meaningful, and as timeless as they are current. What started off as a pastime when he was a college student has evolved into an outlet for his most personal inner musings. ... more

contact / help

Contact naqaab47

Streaming and
Download help

Report this track or account