/
  • Streaming + Download

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality download in MP3, FLAC and more.
    Purchasable with gift card

      $1 USD  or more

     

  • Full Digital Discography

    Get all 7 naqaab47 releases available on Bandcamp and save 35%.

    Includes unlimited streaming via the free Bandcamp app, plus high-quality downloads of Parvarish, AQI, kala, yaad ft. Tanishque, INSAANIYAT, ANDOLAN, and Paidaish. , and , .

    Purchasable with gift card

      $10.40 USD or more (35% OFF)

     

about

'kala' - an ode to the artist's life.

FULL LENGTH ALBUM 'PARVARISH' COMING SOON

lyrics

naqaab47

Paap kiye honge janmo mein punar
Dhap hai career aur badh rahi umar
Maar dunga khud ko kahi taang ke
Us din bolenge tha launde mein hunar
Chupe kaam jittey, utti hi barkat hai
Dekhi na jaaye, aisi si harkate
Poore karne apne sapne jo bachpan ke
Gadde hai badhe chal rahe sambhal ke
Shaq karte mujh pe, khud hi jo halkat se
Takkar dete beta, gaadi yeh bumper ke
Gym ni jaata, yeh dole hai and mand ke
Jo na naacha ispe, baaki tu samajh le
Lanka hai lagni, lagaa le be sau ka
Mila hai mauka toh maarenga chauka
Studio ko banaaya ghar jab se
Dost yaar saare rah kare aukha
Marg-e-ummid pe chota sa kadam yeh
Gaddi ya cycle, pair rakhu pedal pe
Rebel hai saath, aur kum apne level ke
Army hai laundo ki, kare jo mess hum se
Boss moves, yeh khelte bas catch up hai
Sauce itta, lage drip kar re kethup mein
Shunya kamai, aur phir bhi ni fed up hai
Punches barse jaise player ho tekken ke

Jaane kyu, mai bhi in chakro mein pada
Door hi reh isse hoga tera bhala
Aisi hai bala yeh kala
Aisi hai bala yeh kala
Jaane kyu mai isme aaj bhi hu khada
Door hi reh isse hoga tera bhala
Aisi hai bala yeh kala
Aisi hai bala yeh kala


Rebel 7

pareshaan!
Akhir ye zindagi chahti hain kya?
iss kala main rakha hain kya?
ye kala hain meri dawa


nah chahiye salah,
bas chahiye hain shanti
ye baate hain sacchi
na baate kitaabi,
na manzoori doori kala se zara bi
pareshani kaafi, tabhi main sharaabi

na chiye salah
bas chiye kalam
bas chiye zaban
aur chiye vajah
aur ye kala
na dekhe mazab
bas dekhe talab
aur deti maza

khaali hain jeb
paisa paisa kabhi kara nahi chase
barbaad bhi karra din jawaani k
par ye kala se hain bharta nahi pait
aur kharcha bhi dekh

aur jo boya hain aaj
vohi kaatunga kal
aaj jo maara hain mann
kal ko chaapunga dhan
kal ko paa luga sab
ghar pe laa duga sab
fir bhi paa lunga kya
ghar ho chuka jo alag
aur jo saatho hain rang
toh khushiya lagti aseem
aur jo ek bhi ho kam
duniya hain lagti ajeeb.
khaalipan leti hain kha
par ye kala deti hain raah
kala se hoti subha
kala se shaam

credits

released February 26, 2021
Written and performed by naqaab47 & Rebel 7
Produced, mixed and mastered by Shoals
Artwork by Anukriti Saha

license

all rights reserved

tags

about

naqaab47 New Delhi, India

naqaab47 is a Delhi based hip-hop artist who has 3 alter egos - azaad vijay, haraami swami & pahgull d33waana. He revels in finding the common ground between seemingly paradoxical ideas. His lyrics are as frivolous as they are meaningful, and as timeless as they are current. What started off as a pastime when he was a college student has evolved into an outlet for his most personal inner musings. ... more

contact / help

Contact naqaab47

Streaming and
Download help

Report this track or account